Kisi Ne Na Kiya Hai Jaisa Ishq Tera Mera Lyrics: The New Heartthrob of Social Media
Hey music lovers! Have you heard those captivating lines, “Kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera”? If you haven’t, where have you been? This gem from the song “Halka Halka”, beautifully sung by the legendary Rahat Fateh Ali Khan, is taking the internet by storm!
Let’s talk about the magic of these lyrics. Penned by Rashmi Virag and set to an enchanting tune by Abhijit Vaghani, these lines resonate with anyone who’s ever been in love.
kisi Ne Na Kiya Hai Jaisa Ishq Tera Mera Lyrics
Yeh jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitur hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna khuda kiya
Yeh jo halka halka saroor hai
Toone kuchh kiya toh zarur hai
Jis din se tu hai dikha kiya
Maine saans lena bhula diya
Jism se rooh ka ik safar ho tum
Aakhri saans mein ik umra ho tum
Duniya ki bheed mein
Mujhko bas tu dikhe
Kya main tumko dikhoon kaho na tum
Yeh jo halka halka suroor hai
Kuchh ishq sa to zarur hai
Maine jagna sona bhula diya
Mujhe kya se kya hai bana diya
Tu mere khoon mein beh raha hai kahin
Tu mere khwaab mein jag raha hai kahin
Meri har baat mein bas tera zikra hai
Kuchh mere baare mein kaho na tum
Yeh jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitur hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna khuda kiya
Kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera
Main daudta aata hu koyi naam le jo tera
Kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera
Mere gamon ki raat ka tu ujla savera x (2)
Rehne do na nashe mein
Tum phero na nazar
Halka sa hi aaya hai
Abhi chahat ka asar
Yeh jo halka halka suroor hai
Toone kuchh kiya to zarur hai
Yeh jo halka halka suroor hai…
Song Credits
Song | Halka Halka |
Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Lyrics | Rashmi Virag |
Music | Abhijit Vaghani |
The Social Media Buzz | kisi Ne Na Kiya Hai Jaisa Ishq Tera Mera Lyrics
Platforms like Instagram, Facebook, and YouTube are buzzing with creative reels where people showcase their interpretations of these lyrics.
From romantic duets to solo performances, everyone wants to be a part of this love anthem.
Conclusion: kisi Ne Na Kiya Hai Jaisa Ishq Tera Mera Lyrics
In a world that often feels rushed, “Kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera” reminds us of the beauty of love and connection.
Whether you’re belting it out in the shower or using it as the perfect backdrop for your next reel, these lyrics have found a special place in the hearts of many.